Saturday, April 18, 2009

Aaj phir main yad karta hun...

woh school ka pehla din, woh anurag ko pitna,
woh renu miss ka class, aur manjit miss ka dant,
woh teacher ko class se bhagana,
woh principle se muh ladana,
woh ritu ka pyar, wo divya chi*a
r,


woh class ki unity, aur badri ki dosti,
woh master ko pitna, wo balaji ko potna,
woh anandita ko chidhana, aur class main hi*ana,
woh shashi ki dosti, vickey,abhijeet,abhishek ke saath buckch*di,


woh park main adde bazzi,woh ghat banane ka formula, woh j*il ki raatein, wo bhaiyalalon ki baatein, woh c*ime ki planning, woh vakalat ki baatein, woh thanedar ko gariyana, aur torcher room mn pintu ko bachana, woh pratap ka pyar, wo kailash se mar,



woh santosh se paise ka hisab,

woh summit ke don mama ka mishal,
woh raj kumar ka pina, bas walon se paise chinna,



woh manik ka khichpich,wo deepak ki santi,
woh rishi ka saath ,wo mukhtar-sartaj ko laat,
woh langra ki dosti, uska anu ka pyar,




woh zindgi ka badlana, aur IIT ki tayari, woh Bit ka first sem,
aur babaon(Gajendra,Brajesh,Shashi) se dosti,
woh bitotsav ki tayari, woh drame ki practice,
woh placement ki baatein, woh backch*di bhari raatein,



woh sysllabus ka tension, woh end sem ki tayari, woh ashish ka notes, woh Gagendra ki classes, woh ek ladki se pyar, aur uska inkar, woh sharma dhaba ka samosa, wo canteen ki party, ....aaj phir mn yad karta hun...